HAM NE SUN LIYA AUR HAM NE IT"AAT KI.

हम ने सुन लिया और हम ने इत'आत की. 


IRSHADE BAARI TA'ALA HAI
"Jab mominin ko ALLAH aur uske RASOOL SAW. ki taraf bulaya jaye taki ALLAH AUR us ka RASOOL un ke bich faisla kare to un ka jawab sirf iske Alaawa aur kuch nahi hona chahiye ki "HAM NE SUN LIYA AUR HAM NE IT"AAT KI" aise hi log flaah (Kamyaabi) pane wale hai.
QURAN (Surah Noor 24/51)

Kya yah haq ALLAH TA"ALA ki taraf se kisi aur insaan ko diya gaya hai ?
Agar nahi diya gaya to phir kisi bhi shakhs ki pairavi kaise ki  ja sakti hai ?
kisi bhi muslman (ALLAH AUR RASOOL KA FARMABARDAAR) ko ye ikhtiyar nahi ki NABI SAW. ki baat aa jane ke baad kisi aur gair nabi ki baat ko NABI SAW. ke faisle ke upar rakhe ya mane.


इरशादे बारी त'आला है

"जब मोमिनिन को अल्लाह और उसके रसूल सल्ल. की तरफ बुलाया जाए ताकि अल्लाह और उस का रसूल उन के बीच फ़ैसला करे तो उन का जवाब सिर्फ़ इसके अलावा और कुछ नही होना चाहिए की "हम ने सुन लिया और हम ने इत'आत की" ऐसे ही लोग फ़लाह (कामयाबी) पाने वाले है.
क़ुरान (सुराह नूर 24/51)

क्या यह हक़ अल्लाह त"आला की तरफ से किसी और इंसान को दिया गया है ?
अगर नही दिया गया तो फिर किसी भी शख्स की पैरवी कैसे की जा सकती है ?
किसी भी मुस्लमान (अल्लाह और रसूल का फर्माबरदार) को ये इख्तियार नही की नबी सल्ल. की बात आ जाने के बाद किसी और गैर नबी की बात को नबी सल्ल. के फ़ैसले के उपर रखे या माने.


ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post