HAR CHIJ PAR ALLAH AUR RASOOL KI BAAT KO TARJIH DENA.

हर चीज़ पर अल्लाह और रसूल की बात को तरजीह देना.


IRSHADE BARI TA'ALA HAI.
Imaan walo ki baat to ye hai ke jab unhe isliye bulaya jata haike ALLAH aur RASOOL
un men faisla kar de to wo kahte hai ke hamne suna aur maan liya yahi log kamyab hone wale hai.

QURAN (Surah Noor 24/51)

Kya ye nahi jante ke jo bhi ALLAH ki aur us ke rasool ki mukhalifat karega
yaqeenan us ke liye dozakh ki aag hai jis mein wo hamesha rahne wala hai ye zabardast ruswaee hai.

QURAN (Surah Tauba 9/63)

इरशादे बरी त'आला है.
ईमान वालो की बात तो ये है के जब उन्हे इसलिए बुलाया जाता है के अल्लाह और रसूल
उन में फ़ैसला कर दे तो वो कहते है के हमने सुना और मान लिया यही लोग कामयाब होने वाले है.

क़ुरान (सुराह नूर 24/51)

क्या ये नही जानते के जो भी अल्लाह की और उस के रसूल की मुखालीफत करेगा
यक़ीनन उस के लिए दोज़ख़् की आग है जिस में वो हमेशा रहने वाला है ये ज़बरदस्त रुसवाई है.

क़ुरान (सुराह तौबा 9/63)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post