IMAAN AUR KUFR KE BOCH FARK NAMAZ KA CHHOD DENA HAI.

ईमान और कुफ्र के बीच फ़र्क नमाज़ का छोड़ देना है


NABI KARIM SALLALLAHU ALAYHI WASALLAM ne farmaya. Imaan aur kufr ke bich fark namaz ka chod (tark kar) dena hai.
Hadees (Sahih Muslim 82)

Iska matlab ye hai ke islam aur kufr ke bich namaz diwar ki tarah mozood hai

(YANI EK MUSLMAN KA NAMAZ CHOd (TARK KAR) DENA KUFR TAK PAHUCHANE WALA AMAAL HAI)

Jo insaan namaz chod (tark kar) de to yakinan Allah ka usko maaf karne ka jimma khatam ho gaya.
Hadees (Ibne Maza  4034)

(KHULASA KALAM YE HAI KE AGAR HAM NAMAZ NAHI PADHE TO PHIR KIS BINA PAR ALLAH SE MAAFI KI UMMID RAKHE)
नबी करीम सललाल्लाहू आलेही वसल्लम ने फरमाया. ईमान और कुफ्र के बीच फ़र्क नमाज़ का छोड़ देना है.
हदीस (सहीह मुस्लिम 82)

इसका मतलब ये है के इस्लाम और कुफ्र के बीच नमाज़ दीवार की तरह मोज़ूद है

(यानी एक मुस्लमान का नमाज़ छोड़ देना कुफ्र तक पहुचने वाला अमल है)


जो इंसान नमाज़ छोड दे तो यक़ीनन अल्लाह का उसको माफ करने का जिम्मा ख़तम हो गया.
हदीस (इब्न माज़ा  4034)

(खुलासा कलाम ये है के अगर हम नमाज़ नही पढ़े तो फिर किस बिना पर अल्लाह से माफी की उम्मीद रखे)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post