JO MAAF KAR DE USKA AJAR ALLAH KE ZIMME HAI.


जो माफ़ कर दे उसका अजर अल्लाह के ज़िम्मे है.


Aur jab un par zulm-(o-zyadati) ho to wo sirf badla le lete hain.
Aur burai ka badla usi jaisi burai hai aur jo maaf kar de
aur islah (Sudhar) karle us ka ajar Allah ke zimme hai (fil-waqey) Allah zalimo se mohabbat nahi karta.
Aur jo shakhs apne mazlum hone ke baad (barabar ka) badla le le to aise logo par (ilzam ka) koi raasta nahi.
Yeh raasta sirf un logo par hai jo khud dusro par zulm karen aur zamin mein na haq fasad kare phire yehi log hain jinn kay liye dard-naak azab hai.
Aur jo shakhs sabr kar le aur maaf kar de yakinan ye badi himmat ke kaamo men se ek kaam hai.
Quran (Surah Shooraa- 42/39-43)


और जब उन पर ज़ुल्म-(ओ-ज़्यादती) हो तो वो सिर्फ़ बदला ले लेते हैं.
और बुराई का बदला उसी जैसी बुराई है और जो माफ़ कर दे
और इस्लाह (सुधार) करले उस का अजर अल्लाह के ज़िम्मे है (फील-वाक़े) अल्लाह ज़ालिमो से मोहब्बत नही करता.
और जो शख्स अपने मज़लूम होने के बाद (बराबर का) बदला ले ले तो ऐसे लोगो पर (इल्ज़ाम का) कोई रास्ता नही.
यह रास्ता सिर्फ़ उन लोगो पर है जो खुद दूसरो पर ज़ुल्म करें और ज़मीन में ना हक़ फ़साद करे फिरे यही लोग हैं जिन्न के लिए दर्द-नाक अज़ाब है.
और जो शख्स सब्र कर ले और माफ़ कर दे यक़ीनन ये बड़ी हिम्मत के कामो में से एक काम है.

क़ुरान (सुराह शूरा- 42/39-43)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post