ROZA KHULWANE KA AZAR.

रोज़ा खुलवाने का अज़र.


FARMANE NABVI HAI.

Jis ne kisi rozedaar ka roza iftaar karaya use bhi utna hi azar milega jitna azar rozedaar ke liye hoga,
aur rozedaar ke azar se koi chij kam na na hogi.

HADEES (sahi'h tirmizi : 647)

Jis ne kisi rozedaar ka roza iftaar karaya ya kisi muzahid ko samaan diya to us ko us ke barabar sawab milega.
HADEES (Behaki : 4/240, Ahmad 4/114)

फरमाने नब्वी है.
जिस ने किसी रोज़ेदार का रोज़ा इफ्तार कराया उसे भी उतना ही अज़र मिलेगा जितना अज़र रोज़ेदार के लिए होगा,
और रोज़ेदार के अज़र से कोई चीज़ कम ना ना होगी.

हदीस (सही'ह तिर्मिजी : 647)

जिस ने किसी रोज़ेदार का रोज़ा इफ्तार कराया या किसी मुज़ाहिद को सामान दिया तो उस को उस के बराबर सवाब मिलेगा.
हदीस (बहकी : 4/240, अहमद 4/114)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post