SABHI JANDARO KI ROZIYAN ALLAH KE ZIMME HAI.


सभी जानदारो की रोज़िया अल्लाह के ज़िम्मे है.


Zamin par chalne phirne wale jitne jaandaar hain sab ki roziyan Allah Taalaa ke zimme hain,
wo hi un ke rehne sehne ki jagah ko janta hai aur un ke sonpe (Hand over) janey ki jagah ko bhi, sab kuch wazeh kitab mein mojood hai.

Quran (Surah Hud 11/6)

Aur tumhari rozi aur jo tum se wada kiya jata hai sab aasman mein hai. Aasman-o-zamin ke parverdigar ki qasam! ke ye bilkul barhaq hai aisa hi jaisay ke tum baten kertay ho.
Quran (Surah Jariyat 51/22-23)

ज़मीन पर चलने फिरने वाले जितने जानदार हैं सब की रोज़ियाँ (खाना,पीना,कमाई) अल्लाह के ज़िम्मे हैं, वो ही उन के रहने सहने की जगह को जनता है और उन के सोन्पे (हॅंड ओवर) जाने की जगह को भी,
सब कुछ वाज़ेह किताब में मोजूद है.

क़ुरान (सुराह हुद 11/6)

और तुम्हारी रोज़ी और जो तुम से वादा किया जाता है सब आसमान में है. आसमान-ओ-ज़मीन के परवरदीगर की क़सम! के ये बिल्कुल बरहाक़ है ऐसा ही जैसे के तुम बातें करते हो.

क़ुरान (सुराह ज़ारियत 51/22-23)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post