YAHI LOG SACHCHE AUR PARHEZGAR HAI.


यही लोग सच्चे और परहेज़गार है.



IRSHADE BAARI TA'ALA HAI.
Sari achchai mashriq-o-magrib ki taraf munh karne mein hi nahi
balki achcha wo shakhs hai jo ALLAH TA'ALA par qayaamat ke din par aur farishto par kitab ullah par
aur nabiyo par imaan rakhne wala ho jo maal se muhabbat karne ke bawajood qarabat daro, yatimo, miskino, musafiro aur sawal karne walo ko de
gulamo ko aazaad karaye, namaz ki pabandi aur zakat ki adaigi kare
jab wada kare tab use pura kare tang dast dukh dard aur ladai ke waqt sabr kare
yehi sachche log hain aur yehi parhezgar hain.

QURAN (Surah Baqra 2/177)

इरशादे बारी त'आला है.
सारी अच्छाई मसरिक़-ओ-मगरिब की तरफ मुँह करने में ही नही
बल्कि अच्छा वो शख्स है जो अल्लाह त'आला पर क़यामत के दिन पर और फरिश्तो पर किताब उल्लाह पर
और नबियो पर ईमान रखने वाला हो जो माल से मुहब्बत करने के बावजूद क़राबत दारो, यतिमो, मिस्किनो, मुसाफिरो और सवाल करने वालो को दे
गुलामो को आज़ाद कराए, नमाज़ की पाबंदी और ज़कात की अदायगी करे
जब वादा करे तब उसे पूरा करे, तंग दस्त, दुख, दर्द और लड़ाई के वक़्त सब्र करे
यही सच्चे लोग हैं और यही परहेज़गार हैं.

क़ुरान (सुराह बक़रा 2/177)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post