ALLAH KE NAZDIK KAMYAB LOG.


अल्लाह के नज़दीक कामयाब लोग.


IRSHADE BAARI TA'ALA HAI.
A Imaan walo! ruku karo aur sajda karo, aur apne rab ki ibaadat karo, aur bhalai ke kaam karo taki tum Kamyab ho jao.QURAN (Surah Hajj 22/77)

A Imaan walo! ALLAH se daro aur sidhi sachchi baat kaha karo.
wo tumhare amal durust kar dega aur tumhare liye tumhare gunah bakhsh dega aur jo ALLAH aur uske rasool ki it'aat kare, to yakinan usne bahut badi kamyabi hasil karli.
QURAN (Surah Ahzab 33/70-71)

Phir jab namaz puri ho jaye, to tum zamin men fail jao aur ALLAH ka fazl talash karo, aur ALLAH ko kasrat se yaad karo, Shayad tum kamyab ho jao.QURAN (Surah Jumua 62/10)


इरशादे बारी त'आला है.
ए ईमान वालो! रुकु करो और सज्दा करो, और अपने रब की इबादत करो, और भलाई के काम करो ताकि तुम कामयाब हो जाओ.
क़ुरान (सुराह हज्ज 22/77)

ए ईमान वालो! अल्लाह से डरो और सीधी सच्ची बात कहा करो.
वो तुम्हारे अमल दुरुस्त कर देगा और तुम्हारे लिए तुम्हारे गुनाह बख़्श देगा और जो अल्लाह और उसके रसूल की इत'आत करे, तो यक़ीनन उसने बहुत बड़ी कामयाबी हासिल करली.
क़ुरान (सुराह अहजाब 33/70-71)

फिर जब नमाज़ पूरी हो जाए, तो तुम ज़मीन में फैल जाओ और अल्लाह का फ़ज़ल तलाश करो, और अल्लाह को कसरत से याद करो, शायद तुम कामयाब हो जाओ.क़ुरान (सुराह ज़ुमुआ 62/10)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post