HAR SHAKHS SE USKE GHAR WALO KE BARE MEN SAWAL HOGA.

हर शख्स से उसके घर वालो के बारे में सवाल होगा.

IRSHADE BAARI TA'ALA HAI.
يٰٓاَيُّهَا الَّذِيْنَ اٰمَنُوْا قُوْٓا اَنْفُسَكُمْ وَاَهْلِيْكُمْ نَارًا
Ai imaaan walo! apne aap ko aur apne ghar walo ko jahnnam ki aag se bachao.
QURAN (Surah Tahreem 66/6)

FARMANE NABVI HAI.
Tum men se har shakhas ek tarah ka hakim hai aur us se us ki riaaya (janta, praja) ke bare men sawal hoga' badshah hakim hai aur us se us ki riaaya ke bare men sawal hoga' har insaan apne ghar ka hakim hai aur us se us ke ghar walo ke bare men sawal hoga.
HADEES (Sahi'h Bukhari : 2409)


इरशादे बारी त'आला है.
ऐ ईमान वालो! अपने आप को और अपने घर वालो को जह्न्नम की आग से बचाओ.
क़ुरान (सुराह तहरीम 66/6)

फरमाने नब्वी है.
तुम में से हर शख्स एक तरह का हकीम है और उस से उस की रिआया (जनता, प्रजा) के बारे में सवाल होगा' बादशाह हकीम है और उस से उस की रिआया के बारे में सवाल होगा' हर इंसान अपने घर का हकीम है और उस से उस के घर वालो के बारे में सवाल होगा.
हदीस (सही'ह बुखारी : 2409)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE. {AAMIN}
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post